Gaye the baag me phool odhne,
par kanto ki baarat laaye hain ,
Koi ranzish na rahi,
aur ehsaas bhi murda hue
waqt ne baag me nikhar to khub laye,
par ham maali aur na rahe.
Yun bhi to behlaate, baag aur bhi hain,
par dard ko hin mohbbat ne khuda mana.
Takdir ki tafshis aur kitni ? Sochta hun
rook jaaun, tham jaau, thodi saans to lelu.
par kanto ki baarat laaye hain ,
Koi ranzish na rahi,
aur ehsaas bhi murda hue
waqt ne baag me nikhar to khub laye,
par ham maali aur na rahe.
Yun bhi to behlaate, baag aur bhi hain,
par dard ko hin mohbbat ne khuda mana.
Takdir ki tafshis aur kitni ? Sochta hun
rook jaaun, tham jaau, thodi saans to lelu.